Hindi sahitya
Kavitri Mumtaz naseem----
Aaj ikrar Karen Liya humane ,khud Ko beemar karliya humne
Aab toh lagata Hai Jaan jayegi,times Jo pyar Karen Liya humne.
2. Ghar se nikali toh thi, Maine Socha na Tha
Itni mushkil mulakat ho jayegi
Kya Khabar thi Ki mausam badal jaayega
Aur raste me barsat hojaayegi
3. Maine maana tu aashiq Mera ho gaya
Maine maana tu aashiq Mera ho Gaya
Saari Duniya Ki nazaro se tu ko gaya
Saari Duniya Ki nazaro se tu kogaya
Tu ne kyu Aaj tak mujh se kuch na kaha
Tune kyu aajtak mujh se kuch na kaha
Ab Kaha jab ki Mera nikah ho gaya
K.built
Nice it is awosome
ReplyDelete